Monday, 26 March 2012

Qadian ka awara nabi (Challenge 4 Qadian)

Monday, 19 March 2012

Nabi Akram Sallallaho Alaihi Wasalam ka Hulya Mubark

Qad Mubarak: Hind bin Hala Razi Allah Tala Anh farmaty han k Ap Sallallaho Alaihi Wasalam ka Qad mayana pan k sath kisi qadar lambai ki mayaal th (shumail e tirmazi)
Rang Mubarak: Hazrat Abu Hurrera R.A farmaty han k ma na Ap Sallallaho Alaihi Wasalam sa ziada khobsorat kisi ko nai dekhagoya Ap Sallallaho Alaihi Wasalam k Rukhsar Mubarak ma soraj tyer raha ho(safai or chamak ki waja sa) jab Ap Sallallaho Alaihi Wasalam muskuraty to dewaroo pa us ki chamak parti (Madaraj u Nabowah)
Sar Mubarak: Ap Sallallaho Alaihi Wasalam Ka Sar Mubarak aetdal k sath or dosry logon k mukabla ma qadry bara tha
Badan Mubarak: Na Ap Sallallaho Alaihi Wasalam itny moty thy k dakhny ma nagawar malom hon or na itny patly thy k bhady malom hon, balky darmiana jism neez ghuta hwa badan jo qowat or shuja'at ki daleel h (Mafhom az Shumail e Tirmazi)
Darhi Mubarak: Hazrat Hind ubai Hala R.A farmaty han k Ap Sallallaho Alaihi Wasalam ki Darhi Mubaraka bhapor or gunjan balo wali thi (Shumail e Tirmazi)
Chahra Mubarak: Hazrat Ali R.A farmaty han k Ap Sallallaho Alaihi Wasalam ka Chahra Mubarak qadry golai liy howy tha

Wednesday, 14 March 2012

Bemari ka kafara

Mafhom e Hadees:
Muslaman jab b kisi pareshani 'bemari' ranj o Malal takleef gum sa dochar hota ha, yaha tak k ussy kanta

Thursday, 8 March 2012

Gana sun'na or sunana (Pdf Book)


by Mufti Abdul Raof Sakhrawi download pdf